Roman script

khubsurat hai jo kuchh bhi sansaar me

bas samaj lo ki duba hai wo pyaar me

ho rabba woh pyaar me, o raama wo pyaar me

ho ho ho o o o o hoo o o o ho

tune kahi aur maine maani, pyaar nahi to kya hai ye 

tune kahi aur maine maani, pyaar nahi to kya hai ye

dil ki dil ko dard nishaani 

dil ki dil ko dard nishaani, pyaar nahi to kya hai ye

tune kahi aur maine maani, pyaar nahi to kya hai ye

khaaraa paani aankhon ka hai

khaare saare samnadar bhi

saat samandar hote hai, do aankho ke andar bhi

kis paani me chhupi kahaani 

kis paani me chhupi kahaani, pyaar nahi to kya hai ye

tune kahi aur maine maani, pyaar nahi to kya hai ye

o ho ho ho o o o o ho,  o o o o o o ho

pal kya sach me badal gaya hai, ya maine sapana dekha

tum badale ya badal gayi hai mere haathon ki rekha

inn socho me shaam bita di

inn socho me shaam bita di, pyaar nahi to kya hai ye

tune kahi aur maine maani, pyaar nahi to kya hai ye

tune kahi aur maine maani, maine maani, maani re

haay pyaar nahi to kya hai ye

dil ki dil ko dard nishaani 

dil ki dil ko dard nishaani, pyaar nahi to kya hai ye

tune kahi aur maine maani, pyaar nahi to kya hai ye

pyaar nahi to kya hai ye, pyaar nahi to kya hai ye

pyaar nahi to kya hai ye

Explore this song