Roman script

tune jab jivan diya 

dukh se bhara jivan hai kyon 

tune jab jivan diya 

dukh se bhara jivan hai kyon 

maa tera insaan hi 

maa tera insaan hi 

insaan ka dusman hai kyon 

tune jab jivan diya 

dukh se bhara jivan hai kyon 

maa tera insaan hi 

insaan ka dusman hai kyon 

tune jab jivan diya 

dukh se bhara jivan hai kyon 

papiyo ka naas karne 

kab tu fir se ayegi 

papiyo ka naas karne 

kab tu fir se ayegi 

maa jo tune der ki

duniya teri mit jayegi 

aaye hain sabhi to fir 

nafrat ka ye chalan hai kyon 

maa tera insaan hi 

insaan ka dusman hai kyon 

tune jab jivan diya 

dukh se bhara jivan hai kyon 

chhaw jo daya ki teri 

mere sang sang chale 

chhaw jo daya ki teri 

mere sang sang chale 

tanha me khada rahu

tufan ke mukable 

hans rahe hain kyon andhere 

roti har kiran hai kyon 

maa tera insaan hi 

insaan ka dusman hai kyon 

tune jab jivan diya 

dukh se bhara jivan hai kyon 

maa tera insaan hi 

insaan ka dusman hai kyon 

maa tera insaan hi 

insaan ka dusman hai kyon, maa

Explore this song