Roman script

tumse poocha na gaya

humse bola na gaya

tumse poocha na gaya

humse bola na gaya

baat jo darmiyan thi

darmiyan hi reh gayi

phir se jaane kahan mulaqat ho

tumse poocha na gaya

humse bola na gaya

tumse poocha na gaya

humse bola na gaya

baat jo darmiyan thi

darmiyan hi reh gayi

aisa laga tha tujhme main

mahfoos ab ho chuka hoon

pal bhar ka tha bas khwab ye

tanha sa phir ho gaya hoon

aisa laga tha tujhme main

mahfoos ab ho chuka hoon

pal bhar ka tha bas khwab ye

tanha sa phir ho gaya hoon

keh saka na haal-e-dil hai bekaraariyan

gumzada ye dil hua faili ye dooriyan

phir se jaane kahan mulaqat ho

tumse poocha na gaya

humse bola na gaya

tumse poocha na gaya

humse bola na gaya

baat jo darmiyan thi

darmiyan hi reh gayi

maine suna hai tujhko bhi

mahsoos main ho raha hoon

ye sach hai na bol de

paagal sa main ho gaya hoon

maine suna hai tujhko bhi

mahsoos main ho raha hoon

ye sach hai na bol de

paagal sa main ho gaya hoon

main karun toh kya karun

tuhi bata jara

bin tere ye saans bhi

mile se dunga kya

phir se jaane kahan mulaqat ho

tumse poocha na gaya

humse bola na gaya

tumse poocha na gaya

humse bola na gaya

baat jo darmiyan thi

darmiyan hi reh gayi.

Explore this song