Roman script

tumse milkar na jane kyu, tumse milkar na jane kyu 

or bhi kuchh yaad aata hai, yaad aata hai

aaj ka apna pyar nahi hai, aaj ka apna pyar nahi hai

janmo ka ye nata hai ye nata hai

tumse milkar na jane kyu, tumse milkar na jane kyu

tu hai amanat unki pyar ka rista tod gaye jo

kya wo karenge tujhse mohabbat mujhko tadapta chhod  gaye wo

kyu pyar me aisa hota hai ye soch kar dil ghabrata hai

tumse milkar na jane kyu tumse milkar na jane kyu

din rat meri bechaini par khamosh meri hasti rahti

jo tu bhi na hota paas meri tanhayi mujhko dasti rahti

so baar baha kjata hai ye dil ek baar jo tu muskata hai

tumse milkar na jane kyu tumse milkar na jane kyu

or bhi kuchh yaad aata hai yaad aata hai

aaj ka apna pyar nahi hai aaj ka apna pyar nahi hai

janmo ka ye nata hai ye nata hai

tumse milkar na jane kyu tumse milkar na jane kyu

Explore this song