Roman script

tumse kitna pyar hai dil me utarkar dekh lo 

na yakin aaye toh phir 
na yakin aaye toh phir dil badalkar dekh lo
tumse kitna pyar hai dil me utarkar dekh lo
humne apni har sans par nam tera likh diya
ek tujhe pane ki khatir khudko pagal kar liya
ishk me tum bhi sanam 
ishk me tum bhi sanam had se gujarkar dekh lo
tumse kitna pyar hai dil me utarkar dekh lo
jane kyun sare jahan se ho gaye hai bekhabar
jab se tum aankho me aaye jagti hai yeh najar
apni rato se meri  
apni rato se meri rate badalkar dekh lo
tumse kitna pyar hai dil me utarkar dekh lo 
tumse kitna pyar hai dil me utarkar dekh lo 
naa yakin aaye toh phir 
naa yakin aaye toh phir dil badalkar dekh lo

Song details