Roman script

tumse kahna hai ke dushwar hai tum bin jeena

tumse kahan hai magar tum kabhi aao to kahu 

tumse kahna hai

tumko beete huye din yaad nahi hai to na ho 

maine abhi unhe sine se laga rakha hai 

is yaki par is yaki par ke kisi roj tum aaoge jarur 

ghar ki dahaleej par phulo ko saja rakha hai

tumse kahna hai

tut jaye na kahi naaje mohabbat mera 

rasme duniya ki nibhane ke liye aa jao 

aajmana aajmana ise samjhu ke satana samjhu 

mujhko bas itna batane ke liye aa jao 

tumse kahna hai

tumse kahna hai ke dushwar hai tum bin jeena

tumse kahan hai magar tum kabhi aao to kahu 

tumse kahna hai tumse kahna hai

Explore this song