Roman script

tumse jo kahungi vo karoge kya karoge kya 
aise koun si baat jo tumne kahi aur humne ki nahi 
ek pappi mangu to milegi kya milegi kya 
na baba na abhi nahi abhi nahi abhi nahi 
are abhi nahi abhi nahi abhi nahi 
ek tufa hai sagar me ek hai mere dil me 
lahro ne chuma sahil ko lahro ko sahil ne 
mera dil jhume kyu na tumhe chume bol teri marji hai kya 
na baba na abhi nahi abhi nahi abhi nahi 
are abhi nahi abhi nahi abhi nahi 
mast jawani gahra pani aao isme dube 
dub ke ubhare ubhare dube aur maje hum lute 
dil mera machale tadape tarase bol teri marji hai kya 
na baba na abhi nahi abhi nahi abhi nahi 
are abhi nahi abhi nahi abhi nahi 
ek phal hai hath me mere aao milkar kha le 
milkar dono khate khate lab se lab takra le 
dil mera dhadke aankh meri phadke bol teri marji hai kya 
na baba na abhi nahi abhi nahi abhi nahi 
are abhi nahi abhi nahi abhi nahi 
tumse jo kahungi vo karoge kya karoge kya 
aise koun si baat jo tumne kahi aur humne ki nahi

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Lata Mangeshkar, Udit Narayan