Roman script

tumse jo dekhate hi pyaar hua, jindagi me pehali baar hua, hey

tumse jo dekhate hi pyaar hua, jindagi me pehali baar hua

tum itne din thi kaha mai dhundhata hi raha, kaha

kabhi linking road kabhi warden road kabhi cadell road kabhi pedar road

kitne kuche galiya chhaani mere dil ne ek na maani

kaha kaha par tujhko dhundha, tere liye mai huyi divaani

phir bhi na tera didaar hua, yaar mere aisa kayi baar hua

are tum itne din thi kaha mai dhundhata hi raha, kaha

kabhi turner road kabhi carter road kabhi churni road kabhi arthur road

prem paheli aisi ulajhi jor lagaaya par na sulajhi

pyaar pe koyi jor nahi hai, dil me koyi aur nahi hai

tere liye dil bejaar hua, yaar mere aisa kahi baar hua

tere liye dil bejaar hua, yaar mere aisa kahi baar hua

are tum itne din thi kaha mai dhundhata hi raha, kaha

kabhi berey road kabhi parley road kabhi mira road gorbander road

upar waale ki hai maaya usne hamko khub milaaya 

bhule bhatake aaj mile hai dekho kitne phul khile hai

jaane do jo abb tak yaar hua milte hi abb ikraar hua

chalte hai dono waha mat puncho abb tum kaha, par kaha

linking road, kabhi warden road, dunkin road lamington road

cadell road kabhi pedar road, churney road kabhi arthur road

turner road kabhi carter road

Explore this song