Roman script

tumne dil se kya kah diya

tumne dil se kya kah diya

tumne dil se kya kah diya

kuch na samjha ye diwana

kuch na samjha ye diwana

diwane ko kya samjhana

tumne dil se kya kah diya

tumne

ye fiza aur ye madhoshi

chadti sanso ki sargoshi

humdum tumse kuch kahti hai

meri nazro ki khamoshi

meri nazro ki khamoshi

tumne dil se kya kah diya

tumne

julf ki rangin sham pukare

mast nazar ka zam pukare

rushwai ko gale se laga lo

ek hasi ilzam pukare

ek hasi ilzam pukare

tumne dil se kya kah diya

tumne

ye mehfil aur ye tanhai

allah duhai allah duhai

kyu ye duri kya majburi

aankh mila kar aankh churai

aankh mila kar aankh churai

tumne dil se kya kah diya

tumne dil se kya kah diya

kuch na samjha ye diwana

diwane ko kya samjhana

tumne

Explore this song