Roman script

tumko sirf tumko hamne 

chaha chahat ki kasam

tum bin agar jina pada 

hamko mar jayenge hum

dil hai tumhara dhadkan tumhari

tere liye hai sanse hamari

itna hai kahna sang rahna sanam

fagun ki khili khili dhup ke

aashik hai hum to tere rup ke

darte hai hum to is bekhudi se

dekho na aisi diwangi se

dil hai tumhara dhadkan tumhari

tere liye hai sanse hamari

ho itna hai kahna sang rahna sanam

Explore this song