Roman script

tadap tadap ke bhi aye yaar hum to ji lenge

hamara kya hai ke hum to zahar ye pi lenge

tumko mubarak ho ye shadi khana aabadi

tumko mubarak ho ye shadi khana aabadi

apni kismat me to likhi thi ye barbadi

tumko mubarak ho ye shadi khana aabadi

tumko mubarak ho ye shadi khana aabadi

pyar nasibo se milta hai

pyar nasibo se milta hai 

har ek phul kaha khilta hai kaha khilta hai

kahta hai tumse hamara dil ye fariyadi

tumko mubarak ho ye shadi khana aabadi

tumko mubarak ho ye shadi khana aabadi

aaye na aaye thandi hawaye

aaye na aaye thandi hawaye

chhaye na chhyae kali ghataye kali ghataye

humne ashqo se lagi ye dil ki bujha di

tumko mubarak ho ye shadi khana aabadi

tumko mubarak ho ye shadi khana aabadi

tir chalaya hai apne jigar pe

tir chalaya hai apne jigar pe

bandha hai shehara yaar ke sar pe

yaar ke sar pe

humne khud lut ke tumhari duniya basa di

tumko mubarak ho ye shadi khana aabadi

tumko mubarak ho ye shadi khana aabadi

apni kismat me to likhi thi ye barbadi

tumko mubarak ho ye shadi khana aabadi

tumko mubarak ho ye shadi khana aabadi

Explore this song