Roman script

tumko khush dekh kar mai bahut khush hua

ye aankh bhar aayi to phir kya hua 

phir kya hua 

kaun si sakh par kaun sa gul khile

kaun si sakh par kaun sa gul khile

yaro ye to nasibo ke hai faisle

isliye phir kare koi shikva gila

tumko khush dekh kar mai bahut khush hua

ye aankh bhar aayi to phir kya hua 

phir kya hua 

tumko khush dekh kar mai bahut khush hua

tumko khush dekh kar mai bahut khush hua

tumne kya kah diya humne kya sun liya

tumne kya kah diya humne kya sun liya

uljhne mit gayi aa gaya chain sa

dard ko mil gayi jaise koi dava

tumko khush dekh kar mai bahut khush hua

ye aankh bhar aayi to phir kya hua 

phir kya hua 

tumko khush dekh kar mai bahut khush hua

tumko khush dekh kar mai bahut khush hua

sari duniya se ye zindagi hai badi

sari duniya se ye zindagi hai badi

zindagi se magar dosti hai badi

dosto dosti ke liye shukriya

tumko khush dekh kar mai bahut khush hua

ye aankh bhar aayi to phir kya hua 

phir kya hua 

tumko khush dekh kar mai bahut khush hua

tumko khush dekh kar mai bahut khush hua

Explore this song