Roman script

tumko hai meri kasam jaao na mere sanam 

tumko hai meri kasam jaao na mere sanam 

aake agar jaaoge mar jaayenge hum sanam

dhak dhak kar raha hai man kaisa hai diwaanapan 

dhak dhak kar raha hai man kaisa hai diwaanapan 

mushkil mein jaan hai meri kaise kahoon tumhe sajan 

tumko hai meri kasam jaao na mere sanam 

dekha tumko to main tumhi mein kho gaya 

jadoo mujhpe aakhir kaisa ye ho gaya 

dekha tumko to main tumhi mein kho gaya 

jadoo mujhpe aakhir kaisa ye ho gaya 

dheere se kaano me keh do zra kab hogi mujhpe nazre karam 

dhak dhak kar raha hai man kaisa hai diwaanapan 

mushkil mein jaan hai meri kaise kahu tumhe sajan 

tumko hai meri kasam 

shayad main bhi teri diwaani hu magar

kaise jaaun duniya ki rasme todkar 

shayad main bhi teri diwaani hu magar

kaise jaaun duniya ki rasme todkar 

haale dil tumse main kaise kahu thoda dar thodi sharam

tumko hai meri kasam jaao na mere sanam 

aake agar jaaoge mar jaayenge hum sanam

dhak dhak kar raha hai man kaisa hai diwaana pan

tumko hai meri kasam

Explore this song