Roman script

ye aankhe ye kajal ye bindiya ye aanchal kare kyun mujhe bekraar 
tumhi se ye dil mera karta hai kyun itna pyar 

khilti subaho se kal ki shaamo se mere apno se aur begaano se 
puchhta hu main kyun baar baar 

Song details