Roman script

tumhe main agar apna saathi bana lu

bata do mera saath doge kaha tak 

zameen se jaha aasmaan mil raha hai 

na chhod enge daaman tumhara vaha tak 

tumhe main agar apna saathi bana lu

bata do mera saath doge kaha tak 

zameen se jaha aasmaan mil raha hai 

na chhod enge daaman tumhara vaha tak 

yaha har qadam par nayi dilkashi hai 

kaha tak tumhara bharosa karu main 

yaha har qadam par nayi dilkashi hai 

kaha tak tumhara bharosa karu main 

dua hai ke benoor ho jaaye aankhe 

kisi aur ki jo tamanna karu main 

tumhe main agar apna saathi bana lu

bata do mera saath doge kaha tak 

zameen se jaha aasmaan mil raha hai 

na chhod enge daaman tumhara vaha tak 

salamat hai jab tak ye zulfo ke saaye

to phir aur kiska aramaan hoga

salamat hai jab tak ye zulfo ke saaye

to phir aur kiska aramaan hoga

tumhaare hi qadmo me marna hua 

to ye marna kitna aasaan hoga

tumhe main agar apna saathi bana lu

bata do mera saath doge kaha tak 

zameen se jaha aasmaan mil raha hai 

na chhod enge daaman tumhara vaha tak

Explore this song