Roman script

aa nigahe niche kiye, sar jhukaye baithe hain 

aa nigahe niche kiye, sar jhukaye baithe hain 

yehi to hain jo mera dil churaye baithe hain

ho tumhe kya hain 

ji hay tumhe kya hain, bahane karo nisdin ke 

koi ratiya gujare, tare gin gin ke 

ho tumhe kya hain 

ho tumhe kya hain, bahane karo nisdin ke 

koi ratiya gujare, tare gin gin ke 

ho tumhe kya hain 

apni bana ke mohe apni na samjhe 

apni bana ke mohe apni na samjhe 

jaao balam tum kuchh bhi na samjhe 

kuchh bhi na samjhe 

kaise katenge din, birahan ke 

koi ratiya gujare, tare gin gin ke 

ho tumhe kya hain 

aa teri nigaho ne dhokha hazar bar diya 

teri nigaho ne dhokha hazar bar diya 

hazar bar magar hamne etbaar kiya 

ho tumhe kya hain 

ji hay tumhe kya hain, bahane karo nisdin ke 

koi ratiya gujare, tare gin gin ke 

ho tumhe kya hain 

socha tha ab na, sunungi inki batiya 

socha tha ab na, sunungi inki batiya 

ankhiyo se char huyi jab tori ankhiya 

jab tori ankhiya 

dhokhe me aa hi gayi fir inke 

koi ratiya gujare, tare gin gin ke 

ho tumhe kya hain 

ho tumhe kya hain, bahane karo nisdin ke 

koi ratiya gujare, tare gin gin ke 

ho tumhe kya hain

Explore this song