Roman script

ye aankhe ye kajal ye bindiya ye aanchal 
kare kyun mujhe bekarar
tumhi se ye dil mera karta hai kyun itna pyar 

khilti subaho se dhalti shamo se mere apno se aur begano se 
puchhta hu main kyun bar bar
tumhi se ye dil mera karta hai kyun itna pyar 
tumhi se ye dil mera karta hai kyun itna pyar

Song details

singer: Tulsi Kumar, Himesh Reshammiya