Roman script

tumhe sunaye ek kahani tumhe sunaye ek kahani

hai ye badi suhani prem nagar me aake utri

roop nagar ki rani ho roop nagar ki rani

mast adaye nain katari mast adaye nain katari

nikhri hui jawani aisa uska roop suhana

duniya hui diwani ho duniya hui diwani

is nagri me us sahjadi ne kiya jab thikana

ek sahjada dekh ke usko ek sahjada dekh ke usko

bahut hua diwana us par kiya nauchhavar usne

apna mal khazana dekho kismat bat ko kaise

karti hai afsana ho karti hai afsana

tumhe sunaye ek kahani tumhe sunaye ek kahani

hai ye badi suhani prem nagar me aake utri

roop nagar ki rani ho roop nagar ki rani

phir sahjade ne uske kadmo pe shish jhukaya

usne apna pyara jiwan usne apna pyara jiwan

usko bhet chadaya sama ko dekh ke tab parwana

jalne se ghabraya kya jane ye pagli duniya

use maja kya aaya ho use maja kya aaya

tumhe sunaye ek kahani tumhe sunaye ek kahani

hai ye badi suhani prem nagar me aake utri

roop nagar ki rani ho roop nagar ki rani

Explore this song