Roman script

tumhe rakha hain palkon me 
tumhe socha hain sapno me 
tumhe rakha hain palkon me 
tumhe socha hain sapno me 
chhuda lo haath to jaane 
tumhe baandha hain saanso me 
tumhe rakha hain palkon me 
tumhe socha hain sapno me 
tumhe paata hun saath apne 
jaha se bhi gujarta hun 
tumhe paata hun saath apne 
jaha se bhi gujarta hun 
main khushbu ki tarah har pal 
tumhe mahsus karta hun 
tumhe rakha hain palkon me 
tumhe socha hain sapno me 
chhuda lo haath to jaane 
tumhe baandha hain saanso me 
tumhe rakha hain palkon me 
tumhe socha hain sapno me 
wo vaadi jis jagah tum ho 
wo mere dil ke andar hain 
wo vaadi jis jagah tum ho 
wo mere dil ke andar hain 
tumhara ab juda hona 
tumhare bas se baahar hain 
tumhe rakha hain palkon me 
tumhe socha hain sapno me 
chhuda lo haath to jaane 
tumhe baandha hain saanso me 
tumhe rakha hain palkon me 
tumhe socha hain sapno me 
udhar sab kuchh idhar dil hain 
udhar duniya idhar tum ho 
udhar sab kuchh idhar dil hain 
udhar duniya idhar tum ho 
mujhe duniya se kya lena 
udhar main hun jidhar tum ho 
mere ehsaas me gum ho 
mere chaaro taraf tum ho 
tumhe rakha hain palkon me 
tumhe socha hain sapno me 
chhuda lo haath to jaane 
tumhe baandha hain saanso me

Song details

Song video

Watch on YouTube