Roman script

tumhe hum pyar na karte to aur kya karte 

tumhe hum pyar na karte to aur kya karte

hamari aankho ko didar ki tamanna thi 

hamari aankho ko didar ki tamanna thi

hum intjar na karte to aur kya karte

hum intjar na karte to aur kya karte

hamari inn khumariyo ko pehchante nahi

tadap ko ehsaas ko tum jante nahi

tumse izhar na karte to aur kya karte 

tumse izhar na karte to aur kya karte

hamare dard se tum mehfuj ho sanam

abb saha na jaye hamse yeh judayi ka gum

tumse ikrar na karte to aur kya karte 

tumse ikrar na karte to aur kya karte

hamari aankhon ko didar ki tamanna thi

hum intjar na karte to aur kya karte

tumhe hum pyar na karte to aur kya karte

Explore this song