Roman script

Jahan dekhun mehaki baharo ke saaye

Tumhari kasam tum bhut  bahot yaad aaye

Ho sitaaron se jab ye zami zhilmilaye

Tumhari kasam tum bhut  bahot yaad aaye 

Jahan dekhun mehaki baharo ke saaye

Tumhari kasam tum bhut  bahot yaad aaye

jawan ho chale hain aa

ye phoolo ke mausam aa

ye baarish ki rimjhim aa

ye jhulo ke mausam 

jawan ho chale hain 

ye phoolo ke mausam

ye baarish ki rimjhim 

ye jhulo ke mausam 

Ho jawaan ho chale hain 

ye phoolo ke mausam

ye baarish ki rimjhim 

ye jhulo ke mausam 

koi jab nashili dhun ghun ghuanye

Tumhari kasam tum bhut yaad aaye

Jahan dekhun mehaki baharo ke saaye

Tumhari kasam tum bhut  bahot yaad aaye

kare chaand chandni se jab mulaakate 

kare phul bhawre se mohabbat ki baate

kare chaand chandni se jab mulaakate 

kare phul bhawre se mohabbat ki baate

kare chaand chandni se jab mulaakate 

kare phul bhawre se mohabbat ki baate

lahar jab kinaaro  ki baahon me aaye 

Tumhari kasam tum bhut yaad aaye

Ho sitaaron se jab ye zami zhilmilaye

Tumhari kasam tum bhut yaad aaye

Jahan dekhun mehaki  baharo ke saaye

Tumhari kasam tum bhut yaad aaye

Explore this song