Roman script

tumhari anjuman se uthke diwane kaha jate

jo babasta huye tum se wo afsane kaha jate

tumhari berukhi ne laaj rakh li badakhane ki

tum aankho se pila dete to paimane kaha jate

jo babasta huye tum se wo afsane kaha jate

chalo achcha hua, kaam aa gayi diwangi apni

wgarna hum zamane bhar ko samjhane kaha jate

jo babasta huye tum se wo afsane kaha jate

Explore this song