Roman script

tumhari aarzoo ke 

saaye mein dard palta hai 

ye kaisa pyaar hai 

aankhen nam hai kyun dil jalta hai 

tumhari aarzoo ke 

saaye mein dard palta hai 

ye kesa pyaar hai 

aankhen nam hai kyun dil jalta hai 

khawaaishen yaa hain junoon 

dil ko kuch bhi samajh aaye naa 

tumhari aarzoo ke 

saaye mein dard palta hai 

chaha tujhe socha tujhe 

dil mein basaaya tujhe 

jazbaat ki har saakh par 

khushboo se likha tujhe 

o bekhabar tune magar 

apna naa samjha mujhe 

dilbar teri ye bekhudi 

jaan kahin meri le jaaye naa 

tumhari aarzoo ke 

saaye mein dard palta hai 

ye kesa pyaar hai 

aankhen nam hai kyun dil jalta hai

Explore this song