Roman script

wafao ki phulo ko puchh raha 
sabhi ko labo ka saman chahiye
dilo ka kharidar koi nahi 
jise chahiye bas badan chahiye 
tumhare khwab sajane ko
tumhare khwab sajane ko
haqiqat chhod ke aaye hai 
haqiqat chhod ke aaye hai 
nigahe tum se milane ko 
nigahe tum se milane ko 
hum rishte tod ke aaye hai 
tumhare khwab sajane ko
humesha chahat hui kiski
badi harzai duniya hai 
mile do pal tumhara sath 
bas itni tamnna hai 
muravot ke liye dekho 
tumhare khwab sajane ko
haqiqat chhod ke aaye hai 
haqiqat chhod ke aaye hai 
tumhare khwab sajane ko
tumhare dosto me yun bahut se naam aayenge
parega wasta jis dam hum tumhare kaam aayenge
dubara dil karo ghayal dubara dil karo ghayal
ki dil fir jod aaye hai tumhare khwab sajane ko
haqiqat chhod ke aaye hai tumhare khwab sajane ko
nigahe tum se milane ko hum rishte tod ke aaye hai

Song details

Song video

Watch on YouTube