Roman script

tumhare aane ke paigam ne

mehaka diya ghar ko

tumhare aane ke paigam ne

mehaka diya ghar ko

tumhari chahto ne har taraf

roshan kiya ghar ko

tumhare aane ke paigam ne

mehaka diya ghar ko

tumhari chahto ne har taraf

roshan kiya ghar ko

tumhare aane ke paigam ne

mehaka diya ghar ko

shaam ke waqt jab socha tumhein

sune khayaalo mein

shaam ke waqt jab socha tumhein

sune khayaalo mein

range shaamo mein ghul kar

aapne rangeen kiya ghar ko

tumhare aane ke paigam ne

mehaka diya ghar ko

tumhare aane ke paigam ne

mehaka diya ghar ko

raat bhar har lamhein socha tumhein

apne khayalo mein

raat bhar har lamhein socha tumhein

apne khayalo mein

rubaru har lamhein aakar

Khushi se bhar diya ghar ko

tumhare aane ke paigam ne

mehaka diya ghar ko

tumhare aane ke paigam ne

mehaka diya ghar ko

shaam mehaki raat mehaki

sahar bhi mehaki yaadon se

shaam mehaki raat mehaki

sahar bhi mehaki yaadon se

sahar ke baad har lamehein ne

ab mehaka diya ghar ko

tumhare aane ke paigam ne

mehaka diya ghar ko

tumhare aane ke paigam ne

mehaka diya ghar ko

wo hi dastak dubaara aaj 

phir sedar pe aayi hain

wo hi dastak dubaara aaj 

phir sedar pe aayi hain

unhi kadmon ki aahat ne

vivash chehaka diya ghar ko

tumhare aane ke paigam ne

mehaka diya ghar ko

tumhari chahto ne har taraf

roshan kiya ghar ko

tumhare aane ke paigam ne

mehaka diya ghar ko

tumhari chahto ne har taraf

roshan kiya ghar ko

tumhare aane ke paigam ne

mehaka diya ghar ko

tumhare aane ke paigam ne

mehaka diya ghar ko

tumhare aane ke

Explore this song