Roman script

mere zamane ko mujhse badi shikayat hai 

mere zamane ko mujhse badi shikayat hai 

mere zamane ko mujhse badi shikayat hai 

o main kya karu, main kya karu

mujhe sach bolne ki aadat hai 

main kya karu

mujhe sach bolne ki aadat hai 

mere zamane ko mujhse badi shikayat hai 

main kya karu

mujhe sach bolne ki aadat hai, kyu

sacchai ki aag ke aage jor bhala

kab chalta hai

kab chalta hai, kab chalta hai

sacchai ki aag ke aage jor bhala

kab chalta hai

kab chalta hai, kab chalta hai

ke dafa sach bol diya tha

aaj talak munh jalta hai 

aaj talak munh jalta hai 

aaj talak munh jalta hai 

shola hu bhadakne ki gujarish nahi karta

sach munh se nikal jata hai koshish nahi karta

main jhuth bol ke, main jhuth bol ke

dariya ubhar kar jata

mujhe dubo diya sach bolne ki aadat ne

usse bicchad ke hansne ki aadat nahi rahi

bas jee rahe hai jeene ki hasrat nahi rahi

sach bolne ka jabse hunar aa gaya mujhe

to apne hi shahr me meri ijjat nahi rahi

mere zamane ko mujhse badi shikayat hai

ho main kya karu, main kya karu

mujhe sach bolne ki aadat hai 

main kya karu

mujhe sach bolne ki aadat hai 

main kya karu

khuda kare ke ye ehsaas ho kabhi tujhko

khuda kare ke ye ehsaas ho kabhi tujhko

kabhi khushi ko khushi

gham ko gham nahi samjhe

kabhi khushi ko khushi

gham ko gham nahi samjhe

tera mijaj samajh kar bhi

hum nahi samjhe

khuda kare ke ye ehsaas ho kabhi tujhko

tu zindagi, tu zindagi

hai meri, tu meri jarurat hai

tu zindagi hai meri, tu meri jarurat hai

tu zindagi

main tujhko soch to sakta hu

chhu nahi sakta

main tujhko soch to sakta hu

chhu nahi sakta

main tujhko soch to sakta hu

chhu nahi sakta

dil me har raat tere dard ki khushbu jaage

dil me har raat tere dard ki khushbu jaage

main jo so jaau to

sapno me mere tu jaage

tu jisko chahti hai

jo tujhse karib hai

tu jisko chahti hai

jo tujhse karib hai

kuch ho magar wo shakhs bada khushnasib hai

main tujhko soch to sakta hu

chhu nahi sakta

ho main jaanta, main jaanta

hu ke tu gair ki amanat hai

main jaanta hu ke tu gair ki amanat hai

main jaanta

zuber kya hai farishto ko nind aa jaye

zuber kya hai farishto ko nind aa jaye

zuber kya hai farishto ko nind aa jaye

tumhari julf, tumhari julf

tumhari julf ke saaye me aisi rahat hai

tumhari julf ke saaye me aisi rahat hai

main kya karu

mujhe sach bolne ki aadat hai 

main kya karu

mujhe sach bolne ki aadat hai 

main kya karu

mujhe sach bolne ki aadat hai

Explore this song