Roman script

tumhare bulane ko ji chahta hai, ji chahta hai

muqaddar banane ko ji chahta hai, ji chahta hai

tumhare bulane ko

jo tum aao, to sath khushiya bhi aaye, khushiya bhi aaye

mera muskurane ko, ji chahta hai, ji chahta hai

tumhare bulane ko

tumhari mohabbat me, khoyi huyi hu, khoyi huyi hu

tumhe ye batane ko, ji chahta hai, ji chahta hai

tumhare bulane ko

ye ji chahta hai ke tumhari bhi sun lu, tumhari bhi sun lu

khud apni sunane ko ji chahta hai, ji chahta hai

muqaddar banane ko ji chahta hai, ji chahta hai

tumhare bulane ko

Explore this song