Roman script

tum ye kaise juda ho gaye

tum ye kaise juda ho gaye

har taraf, har jagah ho gaye

tum ye kaise juda ho gaye

apana chehra na badla gaya 

apana chehra na badla gaya 

apana chehra na badla gaya 

aayine se khafa ho gaye

aayine se khafa ho gaye

aayine se khafa ho gaye

tum ye kaise juda ho gaye

jane waale gaye bhi kaha

jane waale gaye bhi kaha 

jane waale gaye bhi kaha 

chand suraj ghata ho gaye 

chand suraj ghata ho gaye  

chand suraj ghata ho gaye 

tum ye kaise juda ho gaye

bewafa to na wo the, na hum 

bewafa to na wo the, na hum 

bewafa to na wo the, na hum 

yu hua bas juda ho gaye 

yu hua bas juda ho gaye 

yu hua bas juda ho gaye 

tum ye kaise juda ho gaye

aadmi banna aasan na tha 

aadmi banna aasan na tha

aadmi banna aasan na tha 

shekhji paarsa ho gaye 

shekhji paarsa ho gaye 

shekhji paarsa ho gaye 

tum ye kaise juda ho gaye

har taraf, har jagah ho gaye

Explore this song