Roman script

tum tum tarara tum tum taram

tum tum tarara tum tum taram

tum tum taram taram tum tum taram taram

duniya ke ho lakh dharam 

par apna ek dharam chana zor garam 

chana zor garam babu 

mai layi mazedar chana zor garam

chana zor garam babu 

mai laya mazedar chana zor garam

mera chana bana hai aala 

jisme dala garam masala

isko khayega dilwala chana zor garam

mera chana kha gaya gora mera chana kha gaya gora 

kha ke ban gaya tagda ghoda maine pakadke use maroda

mar ke tangdi usko toda chana zor garam 

mere chane ki ankh sharabi 

sharabi chane ki ankh sharabi

ho iske dekho gaal gulabi 

gulabi dekho gaal gulabi

ho iska koi nahi javabi iska koi nahi javabi

jaise koi kudi panjabi jaise koi kudi panjabi

nache chhanan chhanan nache chhanan chhanan

kothe chadh ke tainu pukara sun le mere balam

chana zor garam chana zor garam babu 

mai layi mazedar chana zor garam

mera chana kha gaye gore

gore mera chana kha gaye gore 

o gore jo ginti me hai thode 

o phir bhi mare hamko kode phir bhi mare hamko kode

tum tum taram taram tum tum taram taram

lakho kode tute phir bhi tuta na dam kham

chana zor garam chana zor garam babu 

mai laya mazedar chana zor garam chana zor garam babu 

mai laya mazedar chana zor garam

chana zor garam chana zor garam

chana zor garam chana zor garam

chana zor garam chana zor garam

chana zor garam chana zor garam

mera chana hai apni marzi ka marzi ka bhai marzi ka

mera chana hai apni marzi ka marzi ka bhai marzi ka

ye dushman hai khudgarzi ka khudgarzi ka khudgarzi ka

sar kafan bandh ke nikla haidiwana hai ye pagla hai

mera chana hai apni marzi ka marzi ka bhai marzi ka

apno se nata jodega gairo ke sar ko phodega

apna ye vachan nibhayega mati ka karz chukayega

chana hai apni marzi ka marzi ka bhai marzi ka

mit jane ko mit jayega azad vatan ko kar jayega

na to chori hai na to daka hai  bas ye to ek dhamaka hai

dhamake me awaz bhi hai ek soz bhi hai ek saaz bhi hai

samjho to bat ye saaf bhi hai 

aur na samjho to raz bhi hai

apni dharti apna hai gagan ye mera hai mera hai vatan 

apni dharti apna hai gagan ye mera hai mera hai vatan 

is par jo ankh uthayega zinda dafnaya jayega

mera chana hai apni marzi ka marzi ka bhai marzi ka

ye dushman hai khudgarzi ka khudgarzi ka khudgarzi ka

mera chana hai apni marzi ka marzi ka bhai marzi ka

ye dushman hai khudgarzi ka khudgarzi ka khudgarzi ka

Explore this song