Roman script

waqte madad hai aaiye aye aamina ke lal
ek begunah ki paakiye daman ka hai sawal
tum pe nazil hua quran rasul-e-arbi
hai isi par mera imaan rasul-e-arbi
tum pe nazil hua quran rasul-e-arbi
hai isi par mera imaan rasul-e-arbi
intja karta hai tumse kisi majbur ka dil
chhin li jisse mukkadar ne khushi ki mahfil 
kabr ko chhod ke ab koi nhi hai manjil 
kabr ko chhod ke ab koi nhi hai manjil 
muskile kigiye aasan  rasul-e-arbi
hai isi par mera imaan rasul-e-arbi

Song details

Song video

Watch on YouTube