Roman script

krishan tumhi ho tum hi kanhaiya 

tum par chhodi jivan naiya 

krishan tumhi ho tum hi kanhaiya 

tum par chhodi jivan naiya 

bich bhavar me chahe dubo do 

chahe paar laga do 

krishan tumhi ho tum hi kanhaiya 

tum par chhodi jivan naiya 

aankh ye meri jab se khuli hai 

chav kahi na mujhko mili hai 

aankh ye meri jab se khuli hai 

chav kahi na mujhko mili hai 

lamba safar hai dhup kadi hai 

aas tumhare dar se lagi hai 

tum chaho to kanto me bhi 

tum chaho to kanto me bhi 

pal me phul khila do 

krishan tumhi ho tum hi kanhaiya 

tum par chhodi jivan naiya 

aur nahi hai apna thikana 

tum sab jano kya hai batana 

aur nahi hai apna thikana 

tum sab jano kya hai batana 

raat badi hai gam ki ghadi hai 

kaisi vipda mujhpe padi hai 

kaisi vipda mujhpe padi hai 

chhod ke tumko jau kaha mai 

chhod ke tumko jau kaha mai 

mujhko ye to bata do 

krishan tumhi ho tum hi kanhaiya 

tum par chhodi jivan naiya 

krishan tumhi ho tum hi kanhaiya 

tum par chhodi jivan naiya 

bich bhavar me chahe dubo do 

chahe paar laga do 

krishan tumhi ho tum hi kanhaiya 

tum par chhodi jivan naiya 

tum hi kanhaiya tum hi kanhaiya tum hi kanhaiya

Explore this song