Roman script

tum nahi bhulte jaha jau

haye mai kya karu kaha jau

mahki mahki fiza ye kahti hai

tu kahi aas pas rahti hai

chain se so raha hai sara jaha

aye meri nind so gayi tu kaha

bura ho gaya ya bhala ho gaya

mohabbat me jo ho gaya ho gaya

Explore this song