Roman script

tum na jane kis jaha me kho gaye

tum na jane kis jaha me kho gaye

ham bhari duniya me tanha ho gaye

tum na jane kis jaha me kho gaye

maut bhi aati nahi, aas bhi jati nahi

maut bhi aati nahi, aas bhi jati nahi

dil ko ye kya ho gaya, koi shah bhati nahi

lut kar mera jaha chhup gaye ho tum kaha

lut kar mera jaha chhup gaye ho tum kaha

tum kaha, tum kaha, tum kaha

tum na jane kis jaha me kho gaye

ek ja aur lakh gam, ghut ke rah jaye na dam

ek ja aur lakh gam, ghut ke rah jaye na dam

aao tum ko dekh le, dubti nazro se ham

lut kar mera jaha chhup gaye ho tum kaha

lut kar mera jaha chhup gaye ho tum kaha

tum kaha, tum kaha, tum kaha

tum na jane kis jaha me kho gaye

ham bhari duniya me tanha ho gaye

tum na jane kis jaha me kho gaye

Explore this song