Roman script

tum na aane ki baat karte ho

tum na aane ki baat karte ho

bhul jaane ki baat karte ho

tum na aane ki baat karte ho

bhul jaane ki baat karte ho

tum na aane ki baat karte ho

baat karni thi pyaar ki tumse

baat karni thi pyaar ki tumse

kyun na aane ki baat karte ho

kyun na aane ki baat karte ho

bhul jaane ki baat karte ho

tum na aane ki baat karte ho

khusk hotho pe naksh hotho ke

khusk hotho pe naksh hotho ke

kyun mitane ki baat karte ho

kyun mitane ki baat karte ho

bhul jaane ki baat karte ho

tum na aane ki baat karte ho

tumko malum hai wafa ka chalan

tumko malum hai wafa ka chalan

kyun nibhane ki baat karte ho

kyun nibhane ki baat karte ho

bhul jaane ki baat karte ho

tum na aane ki baat karte ho

tum na aane ki baat karte ho

Explore this song