Roman script

mujhpe bas itna karam farmaiye

mujhpe bas itna karam farmaiye

aap meri aarzoo ban jaaiye

mujhpe bas itna karam farmaiye

baat ye guzregi sabko nagawaar

baat ye guzregi sabko nagawaar

bazm mein nazrein na yu takraaiye

bazm mein nazrein na yu takraaiye

aap meri aarzoo ban jaaiye

mujhpe bas itna karam farmaiye

waqt roke se kabhi rukta nahi

waqt roke se kabhi rukta nahi

aap hi kuch der ko ruk jaaiye

aap hi kuch der ko ruk jaaiye

aap meri aarzoo ban jaaiye

mujhpe bas itna karam farmaiye

aap ke jaane se hoga ghar udaas

aap ke jaane se hoga ghar udaas

maaniye mera kaha ruk jaaiye

maaniye mera kaha ruk jaaiye

aap meri aarzoo ban jaaiye

mujhpe bas itna karam farmaiye

mujhpe bas itna karam farmaiye

Explore this song