Roman script
tum mujhe bas yuhi pyar karti raho tum mujhe bas yuhi pyar karti raho toh khushi mere dar se kaha jayegi umrr sari guzarenge ham banho me umrr sari guzarenge ham banho me zindgi mere dar se kaha jayegi nam hontho pe tera subaho sham hai nam hontho pe tera subaho sham hai bandagi mere dil se kaha jayegi tumse pahle koyi bhi hamara naa tha tumse pahle koyi bhi hamara naa tha pyar kaa dil me koyi sitara naa tha chandni banke tum ab toh ghar aa gayi chandni banke tum ab toh ghar aa gayi roshni mere dar se kaha jayegi kitna masum hai pyar kaa silsila kitna masum hai pyar kaa silsila jo mere dil ko hai tere dil se mila dil se dil ki kisi dosti ki kasam dil se dil ki kisi dosti ki kasam dosti mere dil se kaha jayegi tum mujhe bas yuhi pyar karti raho toh khushi mere dar se kaha jayegi nam hontho pe tera subaho sham hai bandagi mere dil se kaha jayegi
Song details
- Singer: Kumar Sanu
- Singer: Sujata Bhattacharya
- Film / album: Aetbaar (2004)
- Composer: Rajesh Roshan
- Lyricist: Nasir Faraaz
- Actor: Amitabh Bachchan
- Actor: Bipasha Basu
- Actor: John Abraham
- Actor: Supriya Pilgaonkar
- Actor: Ali Asgar
- Actor: Tom Alter
- Actor: Pramod Moutho
- Actor: Amardeep Jha
- Actor: Shruti Ulfat
- Actor: Ramona Sunavala
- Actor: Kannan Arun Iyer
- Actor: Sumukhi Pendse
- Actor: Raja Sevak
- Actor: Dibyendu Bhattacharya
- Actor: Prithvi Zutshi
- Actor: Firdaus Mewawala
Song video
singer: Kumar Sanu, Sujata Bhattacharya
actor: Amitabh Bachchan, John Abraham, Bipasha Basu