Roman script

tum meri jindagi me ek chand banke aana

hum yuhi muskuraye jalta rahe jamana

tum meri jindagi me ek chand banke aana

hum yuhi muskuraye jalta rahe jamana

takra gayi sajan dil se teri nigahe

dil se teri nigahe takra gayi hai jalim 

dil se teri nigahe machle hue hai arma

machli hui hai bahe machle hue hai arma

machli hui hai bahe tujhko kasam hai meri

ab kar na kuch bahana hum yuhi muskuraye 

jalta rahe jamana tum meri jindagi me

ek chand banke aana ham yuhi muskuraye

jalta rahe jamana

ye bekhudi ka aana ye jhumte najare

ye jhumte najare ye bekhudi ka aana

ye jhumte najare

ye naz ye adaye ye dilnashi najare

ye naz ye adaye ye dilnashi najare

aaj mai tujhpe luta du  ye husn ka khazana

tum meri jindagi me ek chand banke aana

ham yuhi muskuraye jalta rahe jamana

Explore this song