Roman script
tum meri ho, mere siwa kisi ki nahi khaati ho kasam, khaati hu kasam tum meri ho, mere siwa kisi ki nahi khaati ho kasam, khaati hu kasam main teri hu, tere siwa kisi ki nahi khaati hu kasam, khaati hu kasam iltija pyaar ki itni hai agar maano tum iltija pyaar ki itni hai agar maano tum waasta mera tumhe, dil se lagaalo mujhko madbhara aaj ka mausam bhi yahi kehta hai ab to in reshmi julfon mein chhupa lo mujhko tum meri ho, mere siwa kisi ki nahi khaati ho kasam, khaati hu kasam main teri hu, tere siwa kisi ki nahi khaati hu kasam, khaati hu kasam ab juda koyi tumhe, mujhse na kar paayega ab juda koyi tumhe, mujhse na kar paayega aisa baandha hai tumhe pyaar ki in baahon se pyaar ki raah mein mit jaayunga, chaahat ki kasam puchh lena ye kisi roj inhi raahon se tum meri ho, mere siwa kisi ki nahi khaati ho kasam, khaati hu kasam main teri hu, tere siwa kisi ki nahi khaati hu kasam, khaati hu kasam mere waade hai, ye paani ki lakiren to nahi mere waade hai, ye paani ki lakiren to nahi gair mumkin hai mere dil ka fasaana badle shaam ke dubte suraj ki gawaahi le lo main na badlungi chaahe zamana badle tum meri ho, mere siwa kisi ki nahi khaati ho kasam, khaati hu kasam main teri hu, tere siwa kisi ki nahi khaati hu kasam, khaati hu kasam tum meri ho, mere siwa kisi ki nahi khaati ho kasam, khaati hu kasam
Song details
- Singer: Mohammed Rafi
- Singer: Lata Mangeshkar
- Film / album: Aan Baan (1972)
- Composer: Shankar Jaikishan
- Lyricist: Hasrat Jaipuri
- Actor: Rajendra Kumar
- Actor: Rakhee
- Actor: Pran
- Actor: Jagdeep
- Actor: Kum Kum
- Actor: Som Dutt
- Actor: Kanhaiya Lal
- Actor: Baby Tabassum
- Actor: Sunder
- Actor: Bhagwan
- Actor: Anwar Hussan
- Actor: Ram Mohan
- Actor: Moolchand
- Actor: Indu Shivraj
Song video
singer: Mohammed Rafi, Lata Mangeshkar
actor: Rajendra Kumar, Rakhee