Roman script

tum mere swami antaryami maat pita tum mere 
tum mere tan man tum mere jiwan, bandhu sakha tum mere
tum mere swami antaryami
mere man ki tu hi jane, jau kise mai or sunane
mere man ki tu hi jane, jau kise mai or sunane
dukhiya man ki karun kahani, tu hi ek sunhere
tum mere swami antaryami
charo or uthi hai andhi
charo or uthi hai andhi, ajab sadhna maine sadhi
aachal me ek dip chhupaya, kabhi na haye bujhe re
tum mere swami antaryami, maat pita tum mere 
tum mere tan man tum mere jiwan, bandhu sakha tum mere
tum mere swami antaryami

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Manna Dey, Usha Mangeshkar