Roman script

tum me bhi wo hum me bhi wo tum tum nahi hum hum nahi

sab me wohi wo sab uski maya ye sab uski maya

jai narayan hari narayan jai narayan hari narayan

jai narayan hari narayan jai narayan hari narayan

jai narayan hari narayan

bhishan fukkaro me tum hari hari bolo

bhishan fukkaro me tum hari hari bolo

dhar padmashan prabhu bhakti magan tum dolo

dhar padmashan prabhu bhakti magan tum dolo

nayan malo aur sundar chhavi par mera man lahraya

sab uski maya ye sab uski maya

ye shesh naag uth jaag bhajan ki vela

ye shesh naag uth jaag bhajan ki vela

nahi baar baar lagta hai aisa mela

nahi baar baar lagta hai aisa mela

hari vishv rup hum sab uski chhaya

sab uski maya ye sab uski maya

wo pahad bhi hai aur wahi kankar hai

wo pahad bhi hai aur wahi kankar hai

wo vishdhar hai wo neelkanth shankar hai

usi roop me aaya wo jis rup me use bulaya

usi roop me aaya wo jis rup me use bulaya

sab uski maya ye sab uski maya

jai narayan hari narayan jai narayan hari narayan

jai narayan hari narayan jai narayan hari narayan

jai narayan hari narayan jai narayan hari narayan

Explore this song