Roman script

tum kyaa jaano

tum kyaa jaano, tumhari yaad me

hum kitnaa roye, hum kitnaa roye

rain guzaari taare gin gin

rain guzaari taare gin gin

chain se jab tum soye

ham kitnaa roe

kitni kaliyaa khili chaman me

khilke phir murjhaa gayi

birhan ke is bhole man ko

baar baar samjhaa gai

ro ke javaani kaati jisne

ro ke javaani kaati jisne

preet ke bije boye

ham kitnaa roye

tum kyaa jaano, tumhari yaad me

hum kitnaa roye, hum kitnaa roye

kitne baadal ghire gagan me

ghirake phir naa barse

pyaas daba kar dil hi dil me

kitanaa tadape tarase

dard hamara dil jaane yaa

dard hamara dil jaane yaa

nainaa khoye, khoye

ham kitnaa roye

tum kyaa jaano, tumhari yaad me

hum kitnaa roye, hum kitnaa roye

Explore this song