Roman script

tumko mohobbat ho gai hai humse

aur humko mohabat ho gai hai tumse

tumko mohobbat ho gai hai humse

aur humko mohabat ho gai hai tumse

ab to mil jayega wo khazana

jis ke peeche hai sara zamana

gulabi galon  ka na na

reshmi balon ka na na

gori baho ka umhu

nashili ankhon ka na na

jiski khatir hua hoon main diwana diwana

tumko mohobbat ho gai hai humse

aur humko mohabat ho gai hai tumse

deewane kis baat ke ho batlao na

sharmao na kya hai dil me tumhare samjaon na

pehle jaldi jaldi bahon me aa jao

phir samja denge hum aise na gabrao

oh kahin ruswa na karde zamana zamana

humko mohabat ho gai hai tumse

tumko mohobbat ho gai hai humse

aji chhodo ruswa toh sabhi hai zamane me

kuch ayega kuch jayega bhi dil lagane mein

aane jaane ka ye raaz bhi samja do

dil me raheke dekho dil ko na tarsau

dil ka dil me hai aana hai jaana o jaana

humko mohabbat humko mohabbat ho gai tumse

aur tumko mohabbat ho gai hai humse

Explore this song