Roman script

tum kon ho batao tumhara naam hai kya, naam hai kya

ek ajanabi najar ka yaha kaam hai kya

kaam hai kya, tum kon ho

tum kon ho batao tumhara naam hai kya, naam hai kya

tum kon ho batao tumhara naam hai kya, naam hai kya

ek ajanabi najar ka yaha kaam hai kya

kaam hai kya, tum kon ho

is raste ka naam hai sapano ki rehgujar

is raste ka naam hai sapano ki rehgujar

tum ho paraye aur ye apno ki rah gujar

jis raah se kyun gujare vo aam hai kya, naam hai kya

tum kon ho batao tumhara naam hai kya

naam hai kya, tum kon ho

hum vo nahi jo maan le yuhi kisi ki baat

hum vo nahi jo maan le yuhi kisi ki baat

hum vo nahi jo chal pade bechainiyo ke sath

is baat ka pata hai tumhe anjaam hai kya anjaam hai kya

tum kon ho batao tumhara naam hai kya

naam hai kya, tum kon ho

vaise to hum bhi aaj kal rehate hai bekarar

vaise to hum bhi aaj kal rehate hai bekarar

tum ye kahin na sochna kar lenge tumse pyar

is pyar se zara ye koi badnaam hai kya

tum kon ho batao tumhara naam hai kya, naam hai kya

ek ajnabi najar ka yaha kaam hai kya

kaam hai kya, tum kon ho

Explore this song