Roman script

tum karoge wafa, hum karenge wafa

tumne waada kiya, humne waada kiya

tumne waada kiya, humne waada kiya

jindagi me kabhi hum na honge juda

tumne waada kiya, humne waada kiya

tumne waada kiya, humne waada kiya

tum karoge wafa

geet apne hasi aab-shaaro me hai

geet apne hasi aab-shaaro me hai

phul apni lagan ke bahaaro me 

hum sajaate rahenge chaman pyaar ka

chaman pyaar ka, chaman pyaar ka

hum sajaate rahenge chaman pyaar ka

tumne waada kiya, humne waada kiya

tumne waada kiya, humne waada kiya

tum karoge wafa

humko jabse mili jindagi pyaar ki

humko jabse mili jindagi pyaar ki

har najaare me hai roshani pyaar ki

muskuraati nigaaho ne milkar kaha

ha milkar kaha, ye milkar kaha

muskuraati nigaaho ne milkar kaha

tumne waada kiya, humne waada kiya

tumne waada kiya, humne waada kiya

tum karoge wafa

hum chale sath chalne lage raaste

hum chale sath chalne lage raaste

manjilo me badlane lage raaste

ek ho ke rahi do dilo ki sada

dilo ki sada, do dilo ki sada

ek ho ke rahi do dilo ki sada

tumne waada kiya, humne waada kiya

tumne waada kiya, humne waada kiya

tum karoge wafa, hum karenge wafa

tumne waada kiya, humne waada kiya

tumne waada kiya, humne waada kiya

jindagi me kabhi hum na honge juda

tumne waada kiya, humne waada kiya

tumne waada kiya, humne waada kiya

tumne waada kiya, humne waada kiya

tumne waada kiya, humne waada kiya

tumne waada kiya, humne waada kiya

Explore this song