Roman script

tum kahaa ho, tum kahaa ho

tum kahaa ho, tum kahaa ho

tum kahaa ho, tum kahaa ho

kho gaye hai aarzu ke kaarwa

ho gayi hai manzil hamari benisa

tum kahaa ho, tum kahaa ho

chhod kar tum chal diye majdhar me

lut gaye ham pyar me

reh gayi dil hi me dil ki daastan

tum kahaa ho, tum kahaa ho

tum kahaa ho, tum kahaa ho

tum kahaa ho

zapt karne par bhi aansu aa gaye, pyar ko behka gaye

zapt karne par bhi aansu aa gaye, pyar ko behka gaye

dard ko samjhe the ham to bezuba

tum kahaa ho, tum kahaa ho

tum kahaa ho, tum kahaa ho

tum kahaa ho

dil kisi surat bahalta hi nahi, dam nikalta bhi nahi

ban gaye dushman zameen aur aasmaan

tum kahaa ho, tum kahaa ho

tum kahaa ho, tum kahaa ho

tum kahaa ho

Explore this song