Roman script

paw me bijli hai hotho me angare hai

balo me badal hai teri ankho me tare hai

tum jo parda rakhoge hamara abhi

hum bhi parda rakhenge tumhara kabhi

tum jo parda rakhoge hamara abhi

hum bhi parda rakhenge tumhara kabhi

tum jo parda rakhoge hamara abhi

hum bhi parda rakhenge tumhara kabhi

karti hu tumko salam karna na mujhe badnam

tum jo parda rakhoge hamara abhi

hum bhi parda rakhenge tumhara kabhi

kaise piya se lag gayi ankhiya yad karu mai sari ratiya

ho raj jo tumne khol diya to mai bhi chup na rahungi

tumne agar badnam kiya to mai bhi badnam karungi

tum jo smjho hamara isara abhi

ham bhi kar denge tumko isara kabhi

tum jo smjho hamara isara abhi

ham bhi kar denge tumko isara kabhi

insa usi ka hai nam aaye jo oro ke kam

tum jo parda rakhoge hamara abhi

hum bhi parda rakhenge tumhara kabhi

itna tum mujhe pyara lage in aasu bhar bhar tere aage

o baat to tune rakhi mai teri bat rakhungi

tu chahe to tujhko din rat sath rakhungi

ki jo taklif tumne gawara abhi

hum bhi kar lenge sab kuch gawara kabhi

ki jo taklif tumne gawara abhi

hum bhi kar lenge sab kuch gawara kabhi

bat parde ki karna na jal jayegi dunia tamam

tum jo parda rakhoge hamara abhi

hum bhi parda rakhenge tumhara kabhi

karti hu tumko salam karna na mujhe badnam

tum jo parda rakhoge hamara abhi

hum bhi parda rakhenge tumhara kabhi

Explore this song