Roman script

aa aa tum jo mile ishq me kho gaye hum ishq me

tum jo mile ishq me kho gaye hum ishq me

na tumko khaba na humko khabar

kaisa hai afsana o jaana tum jo mile ishq me

kho gaye hum ishq me na tumko khabar

na humko khabar kaisa hai afsana o jaana

tum jo mile ishq me kho gaye hum ishq me

woh shaam jab hum mile the madhosh dil ho gaye the

woh ishq ka ek lamha ek dooje ke ho gaye the

haan woh shaam jab hum mile the madhosh dil ho gaye the

woh ishq ka ek lamha ek dooje ke ho gaye the

ho kaisa hai afsana o jaana tum jo mile ishq me

kho gaye hum ishq me

kahi ankahi saari baate bayaa kar rahi aaj aankhe

ek ajnabi si bechaini kyun bhar rahi mujh me aahe

kahi ankahi saari baate bayan kar rahi aaj aankhe

ek ajnabi si bechaini kyon bhar rahi mujh me aahe

kaisa hai afsana o jana tum jo mile ishk me

kho gaye ham ishk me na tumko khabar

na humko khabar kaisa hai afsaana o jaana

tum jo mile ishq me kho gaye hum ishq me

kho gaye hum ishk me kho gaye hum ishq me

Explore this song