Roman script

tum jo mile tum jo mile

tum jo mile aarzu ko dil ki raah mil gai tum jo mile

ek aas mil gayi re ek panah mil gayi ek aas

ek aas mil gayi re ek panah mil gayi

bholi bhali dhadkano ka aaj dhang aur hai

zindagi wahi hai zindagi ka rang aur hai

aaj dhang aur hai

ang ang jhum utha jab nigah mil gayi tum jo mile

ang ang jhum utha jab nigah mil gayi

tum jo mile aarzu ko dil ki raah mil gai tum jo mile 

aaj meri chudiyo ke saaz gunguna uthe

aaj meri chudiyo ke saaz gunguna uthe

jane kitne khwab ek sath muskura uthe

khawab muskura uthe 

bachpan se jiski chah thi wo chah mil gayi tum jo mile 

bachpan se jiski chah thi wo chah mil gayi

tum jo mile aarzu ko dil ki raah mil gai tum jo mile 

ek aas mil gayi re ek panah mil gayi ek aas

ek aas mil gayi re ek panah mil gayi

tum jo mile aarzu ko dil ki raah mil gai tum jo mile

Explore this song