Roman script

paaya maine paya tumhe, rab ne milaya tumhe

hontho pe sajaya tumhe, nagme sa gaaya tumhe

paaya maine paaya tumhe, sabse chhupaya tumhe

sapna banaya tumhe, nindo me bulaya tumhe

tum jo aaye zindagi me baat ban gayi

ishk mazhab ishk meri jaat ban gayi

paaya maine paya tumhe, rab ne milaya tumhe

hontho pe sajaya tumhe, nagme sa gaaya tumhe

paaya maine paaya tumhe, sabse chhupaya tumhe

sapna banaya tumhe, nindo me bulaya tumhe

tum jo aaye zindagi me baat ban gayi

ishk majhab ishk meri jaat ban gayi

sapne teri chahato ke

sapne teri chahato ke dekhta hu ab kayi

din hai sona aur chaandi raat ban gayi

tum jo aaye jindagi me baat ban gayi

paaya maine paya tumhe, rab ne milaya tumhe

hontho pe sajaya tumhe, nagme sa gaaya tumhe

paaya maine paaya tumhe, sabse chhupaya tumhe

sapna banaya tumhe, nindo me bulaya tumhe

aisa main saudai hua 

dhadkane bhi apni to lagti hai teri aahte

are ha maangi na khudai maine

maanga na jamana bhi, maang li hai teri chahte

khwahishe milne ki tumse

khwahishe milne ki tumse roz hoti hai nayi

mere dil ki jeet meri maat ban gayi

ho tum jo aaye zindagi me baat ban gayi

tere bina fiki si thi meri zindgani ye

tere sang mithi ho gayi

aata jaata khushiyo ke main gale lag jata hu

duniya bhi lagti hai nayi

raunke hai dil pe dar pe

raunke hai dil pe dar pe dhadkane hai surmayi

meri kismat bhi tumhare saath ban gayi

tum jo aaye zindagi me baat ban gayi

sapne teri chahato ke

sapne teri chahato ke dekhta hu ab kayi

din hai sona aur chandi raat ban gayi

tum jo aaye zindagi me bat ban gayi

paaya maine paya tumhe, rab ne milaya tumhe

hontho pe sajaya tumhe, nagme sa gaaya tumhe

paaya maine paaya tumhe, sabse chhupaya tumhe

sapna banaya tumhe, nindo me bulaya tumhe

Explore this song