Roman script

tum jaise bigade baabu se main ankhiya bachaau

thin gin thin gin naachu aur duniya ko nachaau

aankho me madhushaale, rang bhare ye pyaale

chanda-suraj dono mere kaano ke hain baale

apne aap ko kya samajho ho baabu o baabu

tum jaise bigade baabu se main ankhiya bachaau

tum jaise bigade baabu se main ankhiya bachaau

thin gin thin gin naachu aur duniya ko nachaau

mukh pe lat laharaaye, ghan badara sharamaaye

nil gagan ka baanka raahi paayal baandhne aaye

nil gagan ka baanka raahi paayal baandhne aaye

apne aap ko kya samajho ho baabu o baabu

tum jaise bigade baabu se main ankhiya bachaau

tum jaise bigade baabu se main ankhiya bachaau

thin gin thin gin naachu aur duniya ko nachaau

tum jaise bigade baabu se main ankhiya bachaau

Explore this song